Wednesday, 1 May 2019

SAMUNDAR KA KINAARAA- समुन्दर का किनारा- THE SEASHORE

samundar mein khatm ho jaane ka khouf nahi
kinare pe zinda rehne se dar lagta hai
ki kahin wo duniya na khatm kar de
aur keh de ki ilzaam samundar par hai

समुन्दर में खत्म हो जाने  का खौफ नहीं
किनारे पे ज़िंदा रहने से डर लगता है
कि कहीं वो दुनिया न ख़त्म कर दे
और कह दे की इलज़ाम समुन्दर पर है

If I finish up in the sea, there is no fear
Living on the shore is the biggest fear
As if the whole world is finished by thee
and then thee sayest, the blame is on the sea

No comments:

Post a Comment