Monday, 21 December 2020

 Girta hai aasma se jab pyaar ka nasha

chaah nafrat ki bhi hoti hai hume khud mein samaane ki


Ye to surya ka tej hai ki jiski taap mein hai dum

chaahat to chaand mein bhi hoti hai surya ko jhukaane ki...

Wednesday, 15 January 2020

jaha mohabbat hoti hai, wahaan mohabbat karni nahi padti...
jaha mohabbat karni padti hai, wahaan mohabbat hoti nahi hai

जहां मोहब्बत होती है , वहाँ मोहब्बत करनी नहीं पड़ती। जहां मोहब्बत करनी पड़ती है , वहाँ मोहब्बत होती ही नहीं।

where there is love, love need not be done...
where it is to be done, there, love exists none